Par na kabhi maine kaha
Shikwa uski baat ka na kabhi maine kiya 2
Bas ek yahi gila vo har baar karti h 2
Punchti rahi mujhse kyun raha bekhaber use
Kyun raha me bujha bujha har pal
Par na kabhi maine kaha
baata har gam usska ,na kabhi apna kaha
kyun kabhi usko apne gam ka ahsas bhi na maine diya
kyun raha parda hamesha na kabhi maine kaha
kyun raha parda hamesha na kabhi maine kaha
khikwa uski baat ka na kabhi maine kiya
punchti rahi vo mujhse mere dard-o-gam ka
par na kabhi maine kaha
suna aur hans diya
suna aur hans diya ,taal diya
par na kabhi maine kaha
vo punchti rahi hamesha
meri ankho me udte sawalo ka2
par sawalo tak ko, na kabhi maine kaha , na kabhi maine kaha
socha aur chod diya
socha aur chod diya usko tanha sawalo me
par na kabhi maine kaha
sikwa uski baat ka na kabhi maine kiya
Monday, December 20, 2010
Subscribe to:
Comments (Atom)

